We’ve updated our Terms of Use to reflect our new entity name and address. You can review the changes here.
We’ve updated our Terms of Use. You can review the changes here.
/
  • Streaming + Download

    Includes unlimited streaming via the free Bandcamp app, plus high-quality download in MP3, FLAC and more.
    Purchasable with gift card

      $9.99 USD  or more

     

1.
Śrīla Bhaktivedānta Nārāyaṇa Gosvāmi Vandanā nama oṁ visṇu-pādāya rādhikāyai priyātmane śrī-śrīmad-bhaktivedānta-nārāyaṇa iti nāmine (1) I offer praṇama to oṁ viṣṇupāda Śrī Śrīmad Bhaktivedānta Nārāyaṇa Mahārāja, who is very dear to Śrīmatī Rādhikā. Śrī Abhidheyādhideva Praṇāma dīvyad vṛndāraṇya kalpa drumādhaḥ śrīmad ratnāgāra siṁhāsana sthau śrī-śrī-rādhā-śrīla govinda devau preṣṭhālībhiḥ sevyamānau smarāmi I meditate upon Śrī Śrī Rādhā Govinda deva, who are seated beneath a kalpa-vṛkṣa tree on an effulgent bejeweled siṁhāsana in the supremely beautiful land of Vṛndāvana, where They are always being served by Their beloved sakhīs, headed by Lalitā and Viśakhā. Kanhaiyā Phir Se Ā Jāo kanhaiyā phir se ā jāo hamāri bāla to li me Kanhaiyā, come again to our circle of boys. suná he me ne ye mohana ki tum baṁśī bajate ho ki tum baṁśī bajā jāo hamāri bāla to li me Mohana, we heard You play the flute. Join our gang and play the flute. suna he me ne ye mohana ki tum makkhon curāte ho ki tum makkhon curā jāo hamāri bāla to li me Mohana, we have heard that You steal butter. Join our gang and steal (our hearts) butter. ki suna he me ne ye mohana ki tum gowe carate ho tum gowe cara jāo hamāri bāla to li me Mohana, we have heard that You go for cow grazing. Show us how You graze the cows. suna he me ne ye mohana ki tum girivara utate ho ki tum girivara uta jāo hamāri bāla to li me Mohana, we have heard that You lift the king of mountains. Come to our group and show us how You lift the mountain. suna he me ne ye mohana ki tum rāsa racāte ho ki tum rāsa racā jāo hamāri bāla to li me Mohana, we have heard that You arrange the rāsa-lilā. Come and show us rāsalilā. suna he me ne ye mohana ki tum cir curāte ho ki tum cir curā jāo hamāri bāla to li me Mohana, we have heard that You steal ladies’ clothes. Come and show us how You steal clothes.
2.
mere nandajī ko lālā alabelā, meri maṭakī me māra gayo ḍhela My playful son of Nanda throws stones, which break the clay pots I carry on my head. kabhī gaūo ke saṅga, kabhī bacharana ke saṅga kabhī sakhāo ke saṅga me akelā, merī maṭakī me māra gayo dhelā Sometimes in the company of the cows, sometimes in the company of the calves, sometimes alone with all the cowherd boys… kabhī śrīdamā ke saṅga, kabhī subala ke saṇga kabhī madhumaṅgala saṅga me akelā, merī maṭakī me māra gayo dhelā Sometimes in the company of Śrīdāma, sometimes in the company of Subala, sometimes alone with Madhumaṅgala… kabhī lalitā ke saṅga kabhī viśakhā ke saṅga kabhī rādhā ke saṅga me akelā, merī maṭakī me māra gayo ḍhelā Sometimes in the company of Lalitā, sometimes in the company of Viśakhā, sometimes alone with Rādhā… kabhī yamunā ke taṭa, kabhī gaṅgā ke taṭa kabhī baṁśi ke vaṭa me akelā, merī maṭakī me māra gayo ḍhelā Sometimes on the bank of the Yamunā, sometimes on the banks of Mānasā- gaṅgā, sometimes alone at Vaṁśī-vaṭa… kabhī nanda gāva, kabhī barasāne gāva kabhī saṅketa vana me akelā, merī matakī me māra gayo ḍhelā Sometimes at Nandagrama, sometimes at Varsānā, sometimes alone at Saṅketa forest… kabhi rādhā-kuṇḍa kabhī śyāma-kuṇḍa kabhī kusuma sarovara me akelā, merī matakī me māra gayo ḍhelā Sometimes at Rādhā-kunda, sometimes at Śyāma-kuṇḍa, sometimes alone at Kusuma-sarovara… kabhī gokula vana, kabhī mahāvana kabhī govardhana me akelā, merī maṭakī me māra gayo ḍhelā Sometimes at Gokula forest, sometimes at Mahāvana, and sometimes alone at Govardhana---He breaks my earthen pots.
3.
curā curā ke mākhan khāyo, bṛaj gopin pe nām dharāyo vo hai mākhan cor Murāri, Giridhārī Śyām Banvāri. mero... O my Radharaman! Giridhārī! Shyam, Banvāri! You have eaten butter by stealing and made imputation of theft over Gopis. He is butter thief, He is Murari (subdue of demon Mura), Giridhārī, Shyam and Banvāri. bṛaj par Iṇḍṛa megha barsāyo, nakh ūpar girirāj ūthāyo Govardhan Giridhārī, Giridhārī Śyām Banvārī. mero… When Iṇḍṛa rained over Brajmandal, then you lifted Giriraj on your finger nail. O! Govardhan Giridhārī, O! Shyam, O! Banvārī. vṛaṇdāvan main rās racāyo, kāmdev ko mān ghaṭāyo Mohan Rās Bihārī, Giridhārī Śyam Banvārī, mero… You performed Ras dance in Vrindavan and defeated Kāmdev’s pride. O! Mohan Rās Bihārī, Giridhārī, Śyam, Banvārī śakat, pūtnā, agha, baka, kesī, gaja, muśṭik, devan ke dveśī kaṁsādi saṁhārī, Giridhārī Śyam Banvārī, mero… O Giridhāri, Shyam, Banvārī! You killed Kamsa, Shakatashur, Pūtanā, Aghashur, Bakasur, Keshi demon, Elephant Kubalayapir, wrestler Mustik who were all envious of the demigods. bhakta sudāmā cāval lāye, tīn lok ke bhūp banāye aise dīn dukhārī, Giridhārī Śyam Banvārī, mero… O Giridhārī, Shyam, Banvārī: Devotee Sudama brought rice to you and you made him king of the-three worlds. You are very sympathetic to the poor. duryodhan ke bhog na bhāye rūkho sāg vidur ghar khāye aise prem pujārī Giridhārī Śyām Banvārī, mero… You did not accept delicious food given by Duryodhan, while you accepted simple preparations at the home of Vidur. O Giridhārī, Shyam, Banvārī! You are such a worshipper of love.
4.
jiyo śyāma lālā, jio śyāma lālā pili terī pagaṛī raṅgakālā (Refrain) Live long, Śyāma lālā (darling boy). Your turban is yellow and You are dark colored. gokula meñ aiyo nandalālā gopīyoñ se par gayā ab pālā The son of Nanda came to Gokula, and He was surrounded by the gopīs. mataro kānhā uāṅ uāṅ samjabe sunanda buā “Kānhā, don’t cry uāṅ-uāṅ,” Aunt Sunanda is advising You. “Don’t lose Your energy.” khira jalebī pūrī laddū puā yaśomatī ghara ānanda huā Yaśomati’s house was filled with bliss because she had condensed milk, jalebīs, pūrīs, laddūs and malpuās. caramara caramara kare palanā brajabāsī gāye jiyo lalanā The cradle made a creaking sound as the Vrajavāsīs were rocking it and singing, “Long life to our darling boy.”
5.
Kṛṣṇa Kanhaiyā Dāujī ke bhaiyā Kṛṣṇa Kanhaiyā banśi bajaiyā mākhan churaiyā re, bhaj Kṛṣṇa Kanhaiyā Worship Kanhaiyā, the brother of Balarāma. Kanhaiyā’s lotus feet are the boat to take us across the ocean of material life. Worship Kanhaiyā, that Kṛṣṇa who stays in Vraja, playing the flute and from every gopī’s house steals butter. Kṛṣṇa Kanhaiyā girivar uthaiyā Kṛṣṇa Kanhaiyā rāsa rachaiyā pār kareñge naiyā re bhaja Kṛṣṇa Kanhaiyā Worship Kanhaiyā, that Kṛṣṇa who lifted Govardhana Hill and performed the rāsa-lilā. His lotus feet are the boat to take us across the ocean of material life. mitra sudāmā taṇḍula lāe gale lagā prabhu bhog lagāye kahāṁ-kahāṁ kaha bhaiyā re bhaja Kṛṣṇa Kanhaiyā When His friend Sudāma brought Him some low-grade rice, He accepted it, embraced him and cried, “O my brother, you haven’t come for such a long time! Where have you been? Did you forget Me?” Worship that Kṛṣṇa! arjun kā ratha raṇa maiñ hānkā shyāmaliyā giridhāri bānkā kālī nāg nathaiyā re bhaja Kṛsna Kanhaiyā In the Mahābharata war Śyāmaliyā (sweet, black, crooked Kṛṣṇa) became Arjuna’s chariot driver, directing the horses on the battlefield. He lifted Govardhana Hill at such a tender age and He subdued Kālīya-nāga by putting a rope through his nose, dragging him out of the Yamunā. Worship that Kṛṣṇa! dṛupat suta jab duṣṭaṇ gherī rākhi lāj na kīnhī derī āgaye chīr baḍhaiyā re bhaj Kṛṣṇa Kanhaiyā Worship that Kanhaiyā who immediately came to protect Draupadī’s chastity by increasing her cloth unlimitedly when she was surrounded by so many wicked men.
6.
sundara lālā śacīra-dulālā, nācat śri hari-kīrtana meṅ bhāle candana tilaka manohar, alakā śobhe kapolana meṅ The beautiful boy, the darling son of Śacī, is dancing in śri hari-kīrtana. On His forehead is a charming candana tilaka. The curls on His cheeks are very attractive. śire cūḍā daraśa nirāle, ban fulamālā hiyā par dole pahiran pīta-paṭāmbar śobhe, nūpura rūṇujhunu caraṇan meṇ His hair tied in a top knot is nicely decorated and wonderfully beautiful, and a forest flower garland is dancing on His chest. He’s wearing a yellow cloth and the ankle bells at His feet are jingling. koi gāvat rādhā-kṛṣṇa-nāma, koi gāvat hai hariguna gāna mṛdaṅga tāl-madhura rasāla, koi gāvat hai raṅga meṅ Some are singing Rādhā-Kṛṣṇa’s name and some are singing of Hari’s qualities. The beat of the mṛdaṅgas and karatālas combine to make a sweet sound. Some are singing absorbed in Hari.
7.
Govinda tumhāre carano me ek prema pujari āyā he, Oh Govind, a worshipper of love has come to your feet. Govindā tumhāre charaṇo me ek daras bhikhāri āyā he, Oh Govind, a beggar of your transcendental form has come to your feet. mere hātho me jal kā lotā he main tumhe nehlāne āyā hun, There is a water-pot in my hand, by which I will bathe you. mere hātho me jal kā lotā he main tumhe nehlāne āyā hun, baḍe prema se nahāo manamohan main tumhe nehlāne āyā hun, Oh Manmohan! I came here to bathe you, take bath with great love. baḍe prema se nahāo manamohan main tumhe nehlāne āyā hun, Govinda tumhāre caraṇo me ek prema pujārī āyā he, mere hātho me reśam vastra he main tumhe pehnāne āyā hun, There are silken clothes in my hand, by which I will dress you. mere hātho me reśam vastra he main tumhe pehnāne āyā hun, baḍe prema se peheno manamohan main tumhe pehanāne āyā hun, You wear them with great love, I brought them to dress you. baḍe prema se peheno manamohan main tumhe pehanāne āyā hun Govinda tumhāre caraṇo me ek prema pujari āyā he, mere hātho me keśar candana he main tilak lagāne āyā hun, There are saffron and sandalwood paste in my hand. I brought them to put tilak on your forehead. mere hātho me keśar candana he main tilak lagāne āyā hun, baḍe prema se lagavāvo manamohan main tilak lagāne āyā hun Please accept it with great love baḍe prema se lagavāvo manamohan main tilak lagāne āyā hun, Govinda tumāre caraṇo me ek prema pujari āyā he, mere hātho me mākhan miśri he main bhog lagāne āyā hun, There is butter and sugar-candy in my hand. I have come to offer these to you. mere hatho me mākhan mishri he main bhog lagāne āyā hun, baḍe prema se jivo manmohan main tumhe jivāne āyā hun. Govinda tumhāre caraṇo me ek prema pujari āyāhe, mere hātho me jhānjhar ghaṇtā he main ārati karane āyā hun, There is ā big cymbal and ā bell in my hand. I have come to do your ārati. mere hatho me jhānjhar ghaṇtā he main ārati karane āyā hun, baḍe prema se arati karane do main ārati karane āyā hun, Please let me do your arati with great love. baḍe prema se ārati karane do main ārati karane āyā hun, Govinda tumhāre caraṇo me ek prema pujāri āyā he, mere hātho me dhūp aur Dipak he main ārati karane āyā hun, There is incense and a lamp in my hand. I have come to do your arati. mere hātho me dhūp aur dīpak he main ārati karane āyā hun, Please let me do your arati with great love. Govinda tumhāre caraṇo me ek prema punjāri āyā he, Govindā tumhāre charaṇo me ek daras bhikhāri āyā he, Govinda tumhāre caraṇo me ek prema pujari āyā he, Govinda tumhāre charaṇo me ek daras bhikhāri āyā he
8.
natvar nāgar nandā, bhajo re man govindā śyām sundar much candā, bhajo re man govindāall O my mind! Worship the dancing son of Nandā, whose blackish face is as beautiful as the moon. tū he natvar tū he nāgar, tū he bāl mukundā sab devan main kṛṣṇa baḍe hain, jyon tāran main candā….. You are a dancer, you are brave and you are that child who delivers from material bondage. In all Gods, Kṛṣṇā is the supreme like the moon among stars. sab sakhian main rādhājī baḍī hain jyon nadiyon main gangā vṛandāvan kī kunj galin main, nācat bāl mukundā candṛasakhī bhaj bāl kṛṣṇā chavi, kāto yam kā fandā Amongst all girlfriends Shrimati Radharani is the greatest just like Ganga is greatest in all rivers. Ā child, who can deliver from material bondage is dancing in the narrow lanes of Vrandavan. Chandrasakhi worships that child form of Kṛṣṇā to deliver from the clutches of Yam (the master of hell).

about

This album “Govinda Utsav” has eight selected tracks, all in sweet Hindi language. These songs are beautiful reciprocations of Vraja residents with their beloved Krishna, who is the darling son of Nanda Maharaj and Yashoda, who is the beloved of Gopi’s. Just like Krishna is absolutely alluring for their mind and hearts, the narration of the pastimes of Krishna is enchanting for all living beings.

credits

released February 2, 2010

license

all rights reserved

tags

about

Swami Bhakti Vedanta Muni Maharaj Radha Kund, India

Swami Bhakti Vedanta Muni Maharaj was born in a high class Vaisnava family in India. He has started practicing Bhakti Yoga since age of five. He sung devotional songs under the personal guidance of two great saints of the 20th century, Sri Srimad Bhaktivedanta Gour Govinda Swami Maharaj and Sri Srimad Bhaktivedanta Narayana Goswami Maharaj. ... more

contact / help

Contact Swami Bhakti Vedanta Muni Maharaj

Streaming and
Download help

Report this album or account

If you like Swami Bhakti Vedanta Muni Maharaj, you may also like: